• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Qurb Jo Qurbat Ko Rasai Nahin Deta

Ek Qurb Jo Qurbat Ko Rasai Nahin Deta

poet

ik qurb jo qurbat ko rasa.i nahin deta

ik fasla ehsas-e-juda.i nahin deta

ik tirgi deti hai basarat ke qarine

ik raushni vo jis men sujha.i nahin deta

ik qaid hai azadi-e-afkar bhi goya

ik daam jo uḌne se riha.i nahin deta

ik ah-e-ḳhata girya-ba-lab sub.h-e-azal se

ik dar hai jo tauba ko rasa.i nahin deta

ik shauq baḌa.i ka agar had se guzar jaa.e

phir ”main” ke siva kuchh bhi dikha.i nahin deta

mat puchhiye chalakiyan meri ki mira aib

ab ahl-e-nazar ko bhi dikha.i nahin deta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nakaam Muzakaraat

Dard Wale Ho to Phir Aisa Karo

abrar-ahmad

Mujhe dar Lagta Hai

Rang Parida Zulf Pareshan

Idhar Se Bhi to Hawa-E-Bahaar Guzri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet