• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aam Raste Se haT Ke Aaya Hun

Aam Raste Se haT Ke Aaya Hun

aam raste se haT ke aaya huun

saari duniya se kaT ke aaya huun

meri vus.at tujhe Dara deti

apne andar simaT ke aaya huun

koi taaza sitam ki main pichhle

hadson se nimaT ke aaya huun

haan mohabbat to maar deti hai

ye kahani main raT ke aaya huun

meri halat se maap raste ko

main kahan se palaT ke aaya huun

rah-e-gham ab Dara nahin sakti

gham se hi to lipaT ke aaya huun

us ki shaḳhon pe phal nahin lagta

jis shajar se main kaT ke aaya huun

koi surat nahin hai juḌne ki

itne TukḌon men baT ke aaya huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Soe Hue Jazbon Ko Jaga Kar Phir Wo Sham Na Aai

KHud Apne Aapko Dhoka Diya Hai

Kaun Batae Kaun Sujhae Kaun Se Des Sidhaar Gae

Aankh Tishna Bhi Nahin honT Sawali Bhi Nahin

poet

Kya Kahun Tum Se Main Yaro Kaun Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet