• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Itne Apne Daman-E-Dil Se lipaT Gae

Gham Itne Apne Daman-E-Dil Se lipaT Gae

gham itne apne daman-e-dil se lipaT ga.e

tujh se bichhaḌ ke ham ka.i qiston men baT ga.e

kyuun ye dayar mere liye tang sa laga

kya baat hai ki daman-e-sahra simaT ga.e

is se kahin bhi naam tumhara nahin mila

ham har varaq kitab-e-vafa ke palaT ga.e

tum ghair se nibhao vafa ham ko bhuul kar

jaao tumhari raah se ham aaj haT ga.e

ab jhelna paḌega azab-e-gunah-e-ishq

us but-numa ḳhuda ke irade palaT ga.e

jab se mata-e-dard mili mujh ko ai ‘zafar’

qad mere samne mire yaron ke ghaT ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Misr Ke Bazar Mein Nilam Hua Kyun

imam-bakhsh-nasikh

Hamari Kaif Saza-War-E-Ehtisab Nahin

Nibhegi Kis Tarah Dil Sochta Hai

Agar Qadam Tere Mai-Kash Ka laDkhaDa Jae

Makanon Ke Nagar Mein Hum Agar Kuchh Ghar Bana Lete

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet