• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-E-Firaq Ragon Mein Utar Gaya Hota

Gham-E-Firaq Ragon Mein Utar Gaya Hota

gham-e-firaq ragon men utar gaya hota

agar main tujh se bichhaḌta to mar gaya hota

kabhi libas ki ḳhushbu kabhi zaban ka lams

main jaane kitni hadon se guzar gaya hota

do ankhen kab se tira intizar karti hain

to mai-kade se kabhi apne ghar gaya hota

husul-e-ilm ne masruf rakha varna main

kisi ko ishq men barbad kar gaya hota

mujhe hai tum se mohabbat ye us ne bola tha

vo kaash apne kahe se mukar gaya hota

bichhaḌne vaala faqat ek bose se ‘hashim’

miri jabin pe ehsan dhar gaya hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzaal-firdaus

Kar Bhi Lun Agar Khwab Ki Tabir Koi Aur

KHwab Aankhon Mein Nahin Dil Mein Tamanna Bhi Nahin

Musalsal Aag Mein Ek Aag Si Lagi Hui Hai

Wo Dard Wo Wafa Wo Mohabbat Tamam Shud

aziz-bano-darab-wafa

Tatolta Hua Kuchh Jism O Jaan Tak Pahuncha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet