• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-E-Firaq Mai O Jam Ka Khayal Aaya

Gham-E-Firaq Mai O Jam Ka Khayal Aaya

shad-azimabadi

gham-e-firaq mai o jaam ka khayal aaya

safed baal liye sar pe ik vabal aaya

milega ghair bhi un ke gale ba-shauq ai dil

halal karne mujhe iid ka hilal aaya

agar hai dida-e-raushan to aftab ko dekh

udhar uruuj hua aur idhar zaval aaya

lutae dete hain in motiyon ko dida-e-shauq

bhar aae ashk ki muflis ke haath maal aaya

lagi nasim-e-bahari jo maarifat gaane

gulon pe kuchh nahin mauquf sab ko haal aaya

payam-bar ko abas de ke khat udhar bheja

gharib aur vahan se shikasta-hal aaya

khuda khuda karo ai ‘shad’ is pe nakhvat kya

jo shairi tumhen aai to kya kamal aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yun Musallat to Dhuan Jism Ke Andar Tak Hai

poet

Aks Sarapa dhund Rahe Hain

Sufi

Bekasi Ka Haal Mayyat Se Ayan Ho Jaega

aal-e-ahmad-suroor

Nawa-E-Shauq Mein Shorish Bhi Hai Qarar Bhi Hai

poet

Na Hui Saf Tabiat Hi To Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet