• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghair-Mumkin Bhi Hai Mumkin Mujhe Malum Na Tha

Ghair-Mumkin Bhi Hai Mumkin Mujhe Malum Na Tha

ghair-mumkin bhi hai mumkin mujhe ma.alum na tha

ek din aa.ega ye din mujhe ma.alum na tha

aur kuchh main tire zahir se samajhta tha tujhe

aur kuchh hai tira batin mujhe ma.alum na tha

apne daman-e-tasanno.a men chhupa sakte hain

un ma.a.ib ko mahasin mujhe ma.alum na tha

dushmani ke liye maḳhsus hai jo tarz-e-amal

dosti men hai vo mumkin mujhe ma.alum na tha

aah ho sakti hai bedad pe maa.il vo nazar

ho jo altaf ki zamin mujhe ma.alum na tha

umr-bhar sabr na aa.ega mujhe jis ke baghair

chain pa.ega vo mujh bin mujhe ma.alum na tha

bahama garmi-e-dil nabz-e-mohabbat ik din

ho ke rah ja.egi sakin mujhe ma.alum na tha

aah is umr-e-mohabbat men kabhi ai ‘bismil’

ek din aa.ega ye din mujhe ma.alum na tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Hun Aise Bikhra Sa

Shikwa Karte Hain Zaban Se Na Gila Karte Hain

poet

Koi Markaz Se Alag Hai Koi Mehwar Se Alag

abhishek-shukla

Ab Ikhtiyar Mein Maujen Na Ye Rawani Hai

poet

Shab Ko Phire Wo Rashk-E-Mah Khana-Ba-Khana Ku-Ba-Ku

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet