• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Aap Jo Aasuda-E-Gham Karte Rahenge

Yun Aap Jo Aasuda-E-Gham Karte Rahenge

yuun aap jo asuda-e-gham karte rahenge

ham dard-e-dil-o-jan ko kam karte rahenge

samjhe the ki vo shikve gile bhuul ga.e hain

ma.alum na tha dil pe raqam karte rahenge

rakkhenge tire gham ko zamane se chhupa kar

tanha.i men ham aankh ko nam karte rahenge

azar pe azar diye ja.enge hans kar

har haal men vo ham pe karam karte rahenge

kya apni haqiqat hai siva teri ata ke

ham ḳhud ko tiri zaat men zam karte rahenge

jazbat se me.aar se ya ḳhun-e-jigar se

ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahenge

iman ki daulat hai kahin kufr ka ghalba

sab zikr-e-ḳhuda zikr-e-sanam karte rahenge

halat na badlen na sahi phir bhi ai ‘mina’

koshish to magar ahl-e-qalam karte rahenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shabnam-ashai

Jab Tumne Mujhe

Wafa Ka Shauq Ye Kis Intiha Mein Le Aaya

akhtar-ansari

Hayat Insan Ki Sar Ta Pa Zaban Malum Hoti Hai

adil-mansuri

Jo Chiz Thi Kamre Mein Wo Be-Rabt Padi Thi

Talab Se Bhi Kuchh Aur Ziyaada Mila

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet