• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gesu Ko Tere ruKH Se Baham Hone Na Denge

Gesu Ko Tere ruKH Se Baham Hone Na Denge

gesu ko tire ruḳh se baham hone na denge

ham raat ko ḳhurshid men zam hone na denge

ye dard to aram-e-do-alam se siva hai

ai dost tire dard ko kam hone na denge

mafhum badal ja.ega taslim-o-raza ka

ab ham sar-e-taslim ko ḳham hone na denge

sarsar ko sikha.enge latafat ka qarina

phulon pe havaon ke sitam hone na denge

ai katib-e-taqdir hamari bhi raza puchh

yuun nala-e-taqdir raqam hone na denge

jab tak hai dil-e-zar men ik qatra-e-ḳhun bhi

kam-martaba-e-lauh-e-o-qalam hone na denge

jo zinda o hassas buton ki hai amanat

us sajde ko ham nazr-e-haram hone na denge

uTh ja.enge juun bad-e-saba bazm se teri

tujh ko bhi ḳhabar teri qasam hone na denge

lakhon ka sahara hai yahi jam-e-sifalin

saghar ko kabhi saghar-e-jam hone na denge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neel-ahmed

Meri Mohabbat Bhi Nilgun Hai

nasir-kazmi

dil Mein Ek Lahr Si Uthi Hai Abhi

Maulana Rumi

Sabab-e-Hijrat-e-Sultan-Ibrahim-Adham Wa Tark Kardan-e-Mulk-e-Khurasan

Talab Mein Bose Ki Kya Hai Hujjat Sawal Digar Jawab Digar

Mausam Sukha Sukha Sa Tha Lekin Ye Kya Baat Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet