• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Musalsal Aag Mein Ek Aag Si Lagi Hui Hai

Musalsal Aag Mein Ek Aag Si Lagi Hui Hai

musalsal aag men ik aag si lagi hui hai

ye main jo raakh bani hai to raushni hui hai

ruka nahin kisi manzil pe karvan-e-safar

azal se ḳhuun men tahrik si chali hui hai

ḳhamir-e-tuḳhm men rakkhi hui hasin ḳhvahish

gulab ban ke har ik shaḳh par khili hui hai

paḌa huun jism ke sanche men hijr apna liye

mujhe ye umr kahin DhunDne ga.i hui hai

fasil-o-dar mujhe hairat se takte rahte hain

kisi dariche se kya meri dosti hui hai

ye surḳh-o-taza gulon se bhari hui Tahni

mire badan ka lahu pi ke hi baḌi hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bujh Gain Aqlon Ki Aankhen Gal Gae Jazbon Ke Par

jaun-eliya

Ajnabi Sham

ahmad-nadeem-qasmi

Resha-E-Gul Ko Rag-E-Sang Banane Walo

abdul-mannan-samadi

Zindagi Tujhse Pyar Kya Karte

Roz Khulne Ki Ada Bhi to Nahin Aati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet