• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gasht Na Kar Idhar-Udhar Be-Khabari Jahan Mein Hai

Gasht Na Kar Idhar-Udhar Be-Khabari Jahan Mein Hai

poet

gasht na kar idhar-udhar be-khabari jahan men hai

apne hi dil men ghaur kar dekh makin makan men hai

raat tamam kho chuka niind se sair ho chuka

jaag ki khuub so chuka kus-e-ajal fughan men hai

kis se misal tujh ko duun ghair kahan jo naam luun

haal kahun to kya kahun qufl-e-adab zaban men hai

paanv bahut thaka chuka shaam ka qurb aa chuka

daud ki vaqt ja chuka tu pas-e-karvan men hai

dekh kahin dagha na ho jism se jaan juda na ho

jald sambhal khata na ho tir-e-ajal kaman men hai

manzil-e-gor tang hai pa-e-faragh lang hai

tujh ko abhi umang hai aur hi kuchh guman men hai

tujh ko ‘nasim’ kya hua did-e-jahan se dil utha

rang-e-fareb ja-ba-ja har gul-e-bostan men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Baja Hai Raat Ka Ab to Sone Do

Ubur Kar Na Sake Hum Haden Hi Aisi Thin

Shab Ki Aankhon Se Jo Gira Hoga

Andar Se Muntashir Hun Ki Bahar Shikasta Hai

Main Ro Raha Hun Jo Dil Ko to Bekasi Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet