• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna bigDa Hua Banaw Liye

Apna bigDa Hua Banaw Liye

apna bigḌa hua banav liye

ji rahe hain vahi subhav liye

shaam utri hai phir ahate men

jism par raushni ke ghaav liye

sidhi saadi si raah thi mujh tak

tum ne nahaq ka.i ghumav liye

dard ke qahr se laḌen kab tak

ik tire ruup ka alaav liye

log dariya samajh rahe hain mujhe

mujh men sahra hai ik bahav liye

dil ne be-rang hone se pahle

halke gahre ka.i rachav liye

tujh se kahna tha kuchh pa lagta hai

mar hi ja.enge ji men chaav liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wajid-ali-shah-akhtar

Yaad Mein Apne Yar-E-Jaani Ki

Shish-Mahal Mein Do Pal Ko Mehman Hue the Hum

akhtar-ul-iman

Apahij Gadi Ka Aadmi

Dekhe Hain Jo Gham Dil Se Bhulae Nahin Jate

Mere Dukh Dard Har Ek Aankh Se Ojhal paDe The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet