• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Garche Gul Ki Sej Ho Tis Par Bhi Ud Jati Hai Nind

Garche Gul Ki Sej Ho Tis Par Bhi Ud Jati Hai Nind

poet

garche gul ki sej ho tis par bhi ud jaati hai niind

sar rakhun qadmon pe jab tere mujhe aati hai niind

dekh sakta hi nahin ankhon se tuk ankhen mila

muntazir se misl-e-nargis tere sharmati hai niind

jab se ye mizhgan hue dar par tire jarub-kash

ru-ba-ru tab se miri ankhon ke tal jaati hai niind

dhyan men gul-ru ke chain aata nahin afsana-gar

le saba se gaah bu-e-yar bahlati hai niind

ashk to itne bahe ‘chanda’ ki chashm-e-khalq se

qurrat-ul-ain-e-ali ke gham men bah jaati hai niind

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

dhup Lage Aakash Pe Jab

safiya-shamim

Paheli

muTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah

Jis Anjuman Mein Dekho Begane Rah Gae Hain

abrar-azmi

Usne Kal Bhagte Lamhon Ko Pakad Rakkha Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet