• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gar Us Se Rabt Mera Sirf Ikhtilafi Tha

Gar Us Se Rabt Mera Sirf Ikhtilafi Tha

humaira-rahman

gar us se rabt mira sirf ikhtilafi tha

to us ka radd-e-amal qabil-e-muafi tha

mohabbaton men mafadat kaun yaad rakhe

so ham ko apne liye ek naam kaafi tha

charagh jab bhi jalaya koi to gul na kiya

ye raushni ki rivayat ke munafi tha

use khayal tha meri shikasta-pai ka

ye janna bhi to us zakhm ki talafi tha

‘humaira’ umr guzari to e’tibar aaya

ki is makan ka saman sab izafi tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sar-Nigun Sara Jahan Hai Mamta Ke Samne

Is Riyazat Ka Meri Jaan Sila Kuchh Bhi Nahin

abdul-hamid-adam

Mayus Ho Gai Hai dua Bhi Jabin Bhi

Zindagi Uljhi Hai Bikhre Hue Gesu Ki Tarah

kishwar-naheed

Gadhe Ne Bajai Bansuri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet