• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gar Unhen Hai Apni Surat Par Ghamand

Gar Unhen Hai Apni Surat Par Ghamand

poet

gar unhen hai apni surat par ghamand

ham ko hai apni mohabbat par ghamand

mere un ke phir bhala kyun-kar bane

khatm hai donon ki khaslat par ghamand

kya nahin dekhi bulandi aah ki

kyuun falak karta hai rifat par ghamand

kaam qarun ke na aaya mal-o-zar

munimo beja hai daulat par ghamand

badshah-e-haft-kishor hai to kya

kar na do din ki hukumat par ghamand

dekh kar aina mujh ko dang hai

mujh ko bhi hai apni hairat par ghamand

un ko apni subh-e-mahshar par hai naaz

ham ko apni sham-e-furqat par ghamand

chhup-chhupa kar dekh bhi lenge tumhen

ham ko bhi hai apni jurat par ghamand

kuchh nahin kar sakta ‘anjum’ aap ka

asman ko hai jo hasrat par ghamand

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Hain Shaida-E-Qadd-E-Yar darakht

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka ujaD

poet

Barq Betab Hai Tum ruKH Ki Chamak to Dekho

Dekhta Tha Main palaT Kar Har Aan

aadil-raza-mansoori

Chand Tare Bana Ke Kaghaz Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet