• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gale Mujhko Laga Lo Ai Mere dildar Holi Mein

Gale Mujhko Laga Lo Ai Mere dildar Holi Mein

bhartendu-harishchandra

gale mujh ko laga lo ai mire dildar holi men

bujhe dil ki lagi bhi to ai mere yaar holi men

nahin ye hai gulal-e-surkh udta har jagah pyare

ye ashiq ki hai umdi ah-e-atish-bar holi men

gulabi gaal par kuchh rang mujh ko bhi jamane do

manane do mujhe bhi jan-e-man tyauhar holi men

‘rasa’ gar jam-e-mai ghairon ko dete ho to mujh ko bhi

nashili aankh dikhla kar karo sarshar holi men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Kachche Raston Se

akhtar-shirani

Bujha Sa Rahta Hai dil Jab Se Hain Watan Se Juda

poet

Raunaq-e-Baam-O-dar Nahin Baqi

ajmal-siraj

Aur To Khair Kya Rah Gaya

ahmad-khayal

Shahr-e-Sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet