• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Kuchh Bhi Karo Hosh Mein Aane Ke Nahin Hum

Tum Kuchh Bhi Karo Hosh Mein Aane Ke Nahin Hum

tum kuchh bhi karo hosh men aane ke nahin ham

hain ishq gharane ke zamane ke nahin ham

ham aur mohabbat ke siva kuchh nahin karte

vo ruuTh gaya hai to manane ke nahin ham

dariya hai mohabbat to mile jism ka maidan

ik jism pyale men samane ke nahin ham

ham par bhi kabhi apni halakat ki nazar Daal

sach jaan ki jaan apni bachane ke nahin ham

kitna hi kare shor yahan aa ke zamana

tujh par se magar dhyan haTane ke nahin ham

ye jism faqat ek taraf ka hai musafir

ja kar phir usi jism men aane ke nahin ham

paas aao ki ham kha to nahin ja.enge tum ko

bas daant dikhane ke hain khane ke nahin ham

‘ehsas’-miyan piir hain murshid hain hamare

ab uTh ke yahan se kahin jaane ke nahin ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Nisabon Mein Likhi Aur Likhai Na Gai

sauda-mohammad-rafi

Bulbul Ne Jise Ja Ke Gulistan Mein dekha

Pindar-E-Shab-E-Gham Ka Darbar Salamat Hai

Dil Ko Rah-E-Hayat Mein Uljha Raha Hun Main

Sufi

Khun Ki Har Bund Patthar Ho Chuki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet