• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Parda Miyan-E-Ishq Hail Ho Nahin Sakta

Koi Parda Miyan-E-Ishq Hail Ho Nahin Sakta

poet

koi parda miyan-e-ishq haa.il ho nahin sakta

ye had hai to bhi ab madd-e-muqabil ho nahin sakta

tira ahd-e-mohabbat TuuT kar ahd-e-mohabbat hai

magar dil TuuT jaata hai to phir dil ho nahin sakta

mohabbat men parastish ka maqam uncha sahi lekin

ye gham insan ki fitrat men shamil ho nahin sakta

mire azm-e-safar men ye tira husn-e-sukun-afza

charagh-e-rah ban sakta hai manzil ho nahin sakta

giraya hai nazar ki us bulandi se mujhe tu ne

main ab apni nigahon ke bhi qabil ho nahin sakta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghair Udhar Lutf-O-Karam Se Mahzuz

Kab Meri Halqa-E-Wahshat Se Rihai Hui Hai

Bisat-E-Rang-O-Bu Aatish-Fishan Malum Hoti Hai

poet

Pas the Dur Hue Jate Hain

Hamara to Koi Sahaara Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet