• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyane the Magar Itne Nahin Hum

Siyane the Magar Itne Nahin Hum

siyane the magar itne nahin ham

ḳhamoshi ki zaban samjhe nahin ham

ana ki baat ab sunna paḌegi

vo kya sochega jo ruThe nahin ham

adhuri lag rahi hai jiit us ko

use haare hue lagte nahin ham

hamen to rok lo uThne se pahle

palaT kar dekhne vaale nahin ham

bichhaḌne ka tire sadma to hoga

magar is ḳhauf ko jiite nahin ham

tire rahte to kya hote kisi ke

tujhe kho kar bhi duniya ke nahin ham

ye manzil ḳhvab hi rahti hamesha

agar ghar lauT kar aate nahin ham

kabhi soche to is pahlu se koi

kisi ki baat kyuun sunte nahin ham

abhi tak mashvaron par ji rahe hain

kisi surat baḌe hote nahin ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sach Hai Gham-E-Firaq Mein Hum Ro Nahin Sake

Main Talash Mein Kisi Aur Ki Mujhe DhunDhta Koi Aur Hai

Mat Puchh Harf-E-Dard Ki Tafsir Kuchh Bhi Ho

Kabhi Aaine Sa Bhi Sochna Mujhe Aa Gaya

Teri Nazar Ka Rang Bahaaron Ne Le Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet