• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gahraiyon Mein Zehn Ki Girdab Sa Raha

Gahraiyon Mein Zehn Ki Girdab Sa Raha

gahra.iyon men zehn ki girdab sa raha

sahil pe bhi khaḌa hua gharqab sa raha

be-nam si ik aag jalati rahi mujhe

ḳhuun ke baja.e jism men tezab sa raha

ḳhali vajud hi liye phirta raha magar

kandhon pe umr bhar mire asbab sa raha

naghme bikherta raha ehsas-e-talḳh bhi

ḳhama bhi mere haath men mizrab sa raha

ashkon men us ke husn ki lau tairti rahi

paani ke asman pe mahtab sa raha

kaam aa.i sha.iri bhi ‘muzaffar’ ke kis qadar

tanha.i men bhi majma-e-ahbab sa raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzaal-firdaus

Main Khak Mein Mile Hue Gulab dekhta Raha

agha-shayar-qazalbash

Jaan dete Hi Bani Ishq Ke diwane Se

Hasti Ko Apni Shola-Ba-Daman Karenge Hum

Apni Jaan-Bazi Ka Jis Dam Imtihan Ho Jaega

Main to Samjha Tha Mera Kirdar Hi Mara Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet