• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gae Hain Des Ko Hum Apne chhoD Kar Hi Nahin

Gae Hain Des Ko Hum Apne chhoD Kar Hi Nahin

ga.e hain des ko ham apne chhoḌ kar bhi nahin

muhajrat ke liye shart ab safar bhi nahin

isi jahan men rahte hain ḳhub-ru aise

yaqin mujh ko hua us ko dekh kar bhi nahin

mire vajud men ghul-mil ke kar gaya tanha

vo ek shaḳhs jo aaya kabhi nazar bhi nahin

vo ik kitab ga.i thi dilon se taqon par

ab aisi duur hui hai ki taaq par bhi nahin

gham aur ḳhushi nahin mauquf rone hansne par

aur in havalon se iz.har mo’tabar bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

syeda-nafis-bano-shama

Husn-E-Yusuf Kise Kahte Hain Zulekha Kya Hai

poet

Bazm-E-Rang-O-Bu Ka Hun Main Raazdan Tanha

varsha-gorchhia

dusri Raat

Hiqarat Se Na Dekho Dil Ko Jam-E-Jam Bhi Kahte Hain

Dard Mera Jo Sirf Mera Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet