• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Se Mil Kar Bhi KHalish Dil Mein Raha Karti Hai

Us Se Mil Kar Bhi KHalish Dil Mein Raha Karti Hai

us se mil kar bhi ḳhalish dil men raha karti hai

vasl ko hijr se kya chiiz juda karti hai

vo na manega pa har shab koi mauhum si aas

ik diya ban ke dar-e-dil pe jala karti hai

auj-e-ausan pe chaḌh chaḌh ke mohabbat ki sharab

jab utarti hai to kuchh aur nasha karti hai

tujh men kya baat hai ai dil ki vafa-kesh ye aql

meri bandi hai magar kaam tira karti hai

na-gahan panja-e-qatil se main kya chhuT gaya

us ki hasrat mire jiine ki dua karti hai

asmanon men uḌa karte hain phule phule

halke logon ke baḌe kaam hava karti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dho Ke Ashkon Se Kai Bar Ujali Hui Hai

Dekh Pai Na Mere Sae Mein Chalta Saya

khwaja-meer-dard

Chaman Mein Subh Ye Kahti Thi Ho Kar Chashm-E-Tar Shabnam

neena-sahar

Jaane Ab Kho Gaya Kidhar Pani

afzal-khan

Wo Jo Ek Shakhs Wahan Hai Wo Yahan Kaise Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet