• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Khabar Kab Se Pyasa Tha Sahra

Kya Khabar Kab Se Pyasa Tha Sahra

Sufi

kya khabar kab se pyasa tha sahra

saare dariya ko pi gaya sahra

log pagdandiyon men khoe rahe

mujh ko rasta dikha gaya sahra

dhuup ne kya kiya suluk us se

jaise dharti pe bojh tha sahra

badhti aati thi mauj dariya ki

main ne ghar men bula liya sahra

jaane kis shakhs ka muqaddar hai

dhuup men tapta be-sada sahra

kho ke apna vajud andhere men

raat kitna udaas tha sahra

zehn ko vadiyan uthate phiren

aankh men aa ke bas gaya sahra

mere qadmon ko chumne ke liye

raste raste se ja mila sahra

main samundar ko ghar men le aaya

mere dar par pada raha sahra

mera is men bikharna tha ‘abid’

phir mujhe dhundhta phira sahra

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shahr Ko choT Pe Rakhti Hai Gajar Mein Koi Chiz

Dard Ki KHushbu Se Ye Mahka Raha

Dilon Ke Raaz Sipurd-E-Hawa Nahin Karte

Tamam Galiyon Mein Matam Bapa Tha Jangal Ka

Umr Bhar Isko Rahi Ek Sargirani Aur Bas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet