• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Silsila-E-Shauq Ki Tashhir Bhi Chahe

Dil Silsila-E-Shauq Ki Tashhir Bhi Chahe

dil silsila-e-shauq ki tash.hir bhi chahe

zanjir bhi avaza-e-zanjir bhi chahe

aram ki surat nazar aa.e to kuchh insan

nairang-e-shab-o-roz men tagh.ir bhi chahe

sauda-e-talab ko na tavakkul ke evaz de

ye shart to ḳhud ḳhaliq-e-taqdir bhi chahe

lazim hai mohabbat hi mohabbat ka badal ho

tasvir jo dekhe use tasvir bhi chahe

ik pal men badalte hain ḳhad-o-ḳhal lahu ke

aankh apne kisi ḳhvab ki ta.abir bhi chahe

lahja to badal chubhti hui baat se pahle

tiir aisa to kuchh ho jise naḳhchir bhi chahe

tasir se ḳhali to suḳhan nang hai ‘gauhar’

sha.er ko ata ho sanad-e-‘mir’ bhi chahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai

Har-Samt Tazgi Si Jharnon Ki Naghmagi Se Kitni

Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun

Yaad-E-Ayyame Koi Wajh-E-Pareshani to Thi

abid-wadood

Shiddat Bahaar Ki Bhi Gawara Nahin Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet