• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Furqat Ki Shab Faza Pe Udasi Muhit Hai

Furqat Ki Shab Faza Pe Udasi Muhit Hai

poet

furqat ki shab faza pe udasi muhit hai

gulzar par hava pe udasi muhit hai

maghmum mah-o-gul hain pareshan hai chandni

fitrat ki har ada pe udasi muhit hai

taare chamak rahe hain par apne ḳhayal men

taron ki kul ziya pe udasi muhit hai

aa jaao ab ḳhuda ke liye bahr-e-ittisal

mamura-e-vafa pe udasi muhit hai

‘az.har’ ko aaj dekh to lo dosto zara

dil se siva qaba pe udasi muhit hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aagahi Maut Se Kam Bhi Nahin Ruswa Bhi Nahin

ali-sardar-jafri

Fasl-E-Gul Fasl-E-Khizan Jo Bhi Ho Khush-dil Rahiye

Meri Manzilen Kahin Aur Hain Mera Rasta Koi Aur Hai

ahmad-zafar

din Hua Kat Kar Gira Main Raushni Ki dhaar Se

Ameer Khasro

Jo Piya Aawan Kah Gae Ajhun Na Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet