• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Firaq-E-Yar Mein Hun Is Qadar Udas Udas

Firaq-E-Yar Mein Hun Is Qadar Udas Udas

firaq-e-yar men huun is qadar udaas udaas

baghair bachchon ke jaise ho ghar udaas udaas

shikari aa.e hain ya.ani parind ja.enge

ye baat sun ke hua hai shajar udaas udaas

na jaane kya mire zaḳhmon men dekh baiTha hai

ki ho gaya hai mira charagar udaas udaas

ye vo gali hai jahan shadmani rahti hai

so mere dost yahan se guzar udaas udaas

kabhi kabhar to ḳhud zaar zaar roti hain

udasiyan bhi mujhe dekh kar udaas udaas

ye kya hua ki Dubo kar mujhe baḌe din se

ḳhafa ḳhafa si nadi hai bhanvar udaas udaas

natija tark-e-ta.alluq ka ek sa kab hai

udhar vo ḳhush hai bahut main idhar udaas udaas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Taraf Dekhiye Tufan Nazar Aane Lage

Phul Se Masum Bachchon Ki Zaban Ho Jaenge

Jhurriyon Ki Qatar Dekho To

Mata-E-Ishq Zara Aur Sarf-E-Naz to Ho

Is miTTi Ko Aise Khel Khilaya Humne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet