• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fikr Ka Gar Silsila Maujud Hai

Fikr Ka Gar Silsila Maujud Hai

Sufi

fikr ka gar silsila maujud hai

faash hai vo bhi jo na-maujud hai

us se mujh se fasla kuchh bhi nahin

ek divar-e-ana maujud hai

sochta huun kuchh amal karta huun kuchh

mujh men koi dusra maujud hai

sunta rahta huun tire qadmon ki chaap

varna dil men aur kya maujud hai

hijr men roe to ji halka hua

dard ke andar dava maujud hai

haal puchha us ne mujh se baat ki

ab yaqin aaya khuda maujud hai

ab to ‘abid’ chashm-e-nam bhi hai khamosh

roz ik sadma naya maujud hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

dil Ka Aalam Aashiqi Mein Kya Kahun Kya Ho Gaya

Khol Kar Baat Ka Bharam Donon

poet

Nahin Chamke Ye Hansne Mein Tumhaare Dant Anjum Se

Aa Ke Ab Jangal Mein Ye Uqda Khula

Sun Kaha Man Na Manega to Pachhtaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet