• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fasla Rakkho Zara Apni Mudaraaton Ke Bich

Fasla Rakkho Zara Apni Mudaraaton Ke Bich

fasla rakkho zara apni mudaraton ke biich

duriyan baḌh ja.engi paiham mulaqaton ke biich

kya bharosa kam hua be-e’tibari baḌh ga.i

tanz ka lahja dar aaya pyaar ki baton ke biich

tu bhi mere aks ke manind mere saath hai

main akela kab raha huun dukh bhari raton ke biich

shikva-sanji ne ḳhulus–e-iltija kam kar diya

kuchh shikayat bhi zaban par thi munajaton ke biich

band darvaze pe kya ‘azar’ dua ko haath uThe

ya adhuri rah ga.i dastak tire hathon ke biich

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki Rudad Nigahon Se Bayan Hoti Hai

Log laDte Rahe Nam Aae Talab-Garon Mein

poet

Hai Rashk-E-Wasl Se Gham-E-dildar Hi Bhala

firaq-gorakhpuri

Bahsen Chhidi Hui Hain Hayat-O-Mamat Ki

afzal-ahmad-syed

Raushan Wo dil Pe Mere dil-Azar Se Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet