• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fasl-E-Gul Fasl-E-Khizan Jo Bhi Ho Khush-dil Rahiye

Fasl-E-Gul Fasl-E-Khizan Jo Bhi Ho Khush-dil Rahiye

ali-sardar-jafri

fasl-e-gul fasl-e-khizan jo bhi ho khush-dil rahiye

koi mausam ho har ik rang men kamil rahiye

mauj o girdab o talatum ka taqaza hai kuchh aur

rahiye mohtat to bas ta-lab-e-sahil rahiye

dekhte rahiye ki ho jaae na kam shan-e-junun

aaina ban ke khud apne hi muqabil rahiye

un ki nazron ke siva sab ki nigahen utthin

mahfil-e-yar men bhi zinat-e-mahfil rahiye

dil pe har haal men hai sohbat-e-na-jins haram

haif-sad-haif ki na-jinson men shamil rahiye

daagh siine ka dahakta rahe jalta rahe dil

raat baaqi hai jahan tak mah-e-kamil rahiye

janiye daulat-e-kaunain ko bhi jins-e-haqir

aur dar-e-yar pe ik bose ke saail rahiye

ashiqi sheva-e-rindan-e-bala-kash hai miyan

vajh-e-shaistagi-e-khanjar-e-qatil rahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Kuchh Bhi Kahe Ko kaTta Hai

poet

Rang Laegi Iltija Meri

ahmad-hamesh

Be-Barg Shajar

Dil Se Kya Puchhta Hai Zulf-E-Girah-Gir Se Puchh

poet

Zara haTe to Wo Mehwar Se TuT Kar Hi Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet