• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ju-E-Taza Kisi Kohsar-E-Kuhan Se Aae

Ju-E-Taza Kisi Kohsar-E-Kuhan Se Aae

ju-e-taza kisi kohsar-e-kuhan se aa.e

ye hunar yuun nahin aata hai jatan se aa.e

log nazuk the aur ehsas ke virane tak

vo guzarte hue ankhon ki jalan se aa.e

shahr-e-gul kasa-e-darvesh bana baiTha hai

koi sho.ala kisi jalte hue ban se aa.e

dard ki mauj-e-subuk-sair men bah ja.unga

chahe vo jaan se chahe vo badan se aa.e

sub.h ke saath ajab lazzat-e-daryuza-gari

rat-bhar sochte rahne ki thakan se aa.e

aise zalim hain mire dost ki sunte hi nahin

jab talak ḳhuun ki ḳhushbu na suḳhan se aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Kya Ki Parda-E-Alfaz Mein Chhupae Mujhe

Jis Raat Bhi Charagh-E-Shab-E-Gham Raha Hun Main

Shab-E-Siyah Ka Aanchal Sarak Chuka Hai Bahut

Har Inqalab Ki surKHi Unhin Ke Afsane

Na Ibtida Ki KHabar Hai Na Intiha Malum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet