• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Faqiri Mein

Faqiri Mein

sajida-zaidi

naghmagi giit harf-o-nava

nala-e-shauq saut o sada

ek bahri siyasat ke darbar men

sar-nigun pa-ba-zanjir laae gae

saara simab-e-naqad-o-nazar

sab tilismat-e-harf-o-hunar

parda-e-sahar-o-asrar se tuut kar

maqtal-e-arzu ban gae

vo tarab-zar-e-dil qasr-e-gham

raat bhar jagti agahi yaani

aqlim-jan

mashinon ke khandarat men kho gae

vo jo ahang-e-alam tha

khvabon ka maskan tha aur harf o maani ki tathir tha

apni bedariyon ki saza katne ke liye

sang o aahan men dhala gaya

sajda-e-haq

tamanna ke afaq tak dard ke qafile

kaba-e-nur tak abla-pai ke silsile

zar-e-maghrib ki mizan men tul gae

ham ki is dasht men abla-pa the sadiyon se

is raah ke sang-e-mil

apne qadmon ke hamraz the

ham bhi is daur-e-uftadgi men

bas

tamasha-e-ahl-e-karam dekhte rah gae

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Viraniyon Ke Khaar to Phulon Ki Chhuwan Bhi

poet

Majbur to Bahut Hain Mohabbat Mein Ji Se Hum

aijaz-asad

Mere Zehn-O-dil Par Jo Chhaya Hua Hai

Ishq Aazar Kar Diya Jae

Aaine Kahte Hain Is KHwab Ko Ruswa Na Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet