• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka

Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka

poet

aa.ine tujh pe hi saiqal nahin arzani ka

marhala sirf bacha hai miri hairani ka

tujh se mil aa.e bahut pech bahut taab ke ba.ad

qarz utra hi nahin dil ki pashemani ka

chahe jis baab se tu mujh ko riha.i de de

mujh pe mushkil nahin rasta tiri asani ka

bujh ke rahna kabhi be-saḳhta jalna kya hai

ḳhuub andaz hai janan tiri mehmani ka

ye kitabon ye risalon ka safar kuchh bhi nahin

isti.ara hi bahut hai tiri peshani ka

lamp bujhte hi sirhane ka pari aati hai

rat-bhar phir vahi mausam tire zindani ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mohabbat Ka Ye ruKH Dekha Nahin Tha

Ye Marhala Hai Mere Aazmae Jaane Ka

Zamin Se uTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain

Agarche Be-Hisi-E-Dil Mujhe Gawara Nahin

Aisi Waisi Pe Qanaat Nahin Kar Sakte Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet