• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Faqat Zamin Se Rishte Ko Ustuwar Kiya

Faqat Zamin Se Rishte Ko Ustuwar Kiya

faqat zamin se rishte ko ustuvar kiya

phir us ke baad safar sab sitara-var kiya

bas itni der men adad ho ga.e tabdil

ki jitni der men ham ne unhen shumar kiya

kabhi kabhi lagi aisi zamin ki halat

ki jaise us ko zamane ne sangsar kiya

jahan-e-kohna azal se tha yuun to gard-alud

kuchh ham ne ḳhaak uḌa kar yahan ghubar kiya

bashar bigaḌega mahaul vo jo us ke liye

na jaane kitne zamanon ne sazgar kiya

tamam vahm o guman hai to ham bhi dhoka hain

isi ḳhayal se duniya ko main ne pyaar kiya

na saans le saka gahra.iyon men jab vo ‘malal’

to us ko apne jazire se ham-kanar kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Nind Hai Na KHwab Hai Na Yaad Hai Na Raat Hai

nazeer-akbarabadi

Rakhti Hai Jo Khush Chah Tumhaari Hum Ko

Na Dagmagae Kabhi Hum Wafa Ke Raste Mein

zehra-nigaah

Lab Par Khamoshiyon Ko Sajae Nazar Churae

In Ghazalan-E-Tarah-Dar Ko Kaise chhoDun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet