• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Falak-Nazhad Sahi Sar-Nigun Zamin Pe Tha Main

Falak-Nazhad Sahi Sar-Nigun Zamin Pe Tha Main

falak-nazhad sahi sar-nigun zamin pe tha main

jabin ḳhaak pe thi aur miri jabin pe tha main

gundhi paḌi thi miri ḳhaak ḳhal-o-ḳhad ke baghair

abhi humakta hua chak-e-avvalin pe tha main

ye tab ki baat hai jab kun nahin kaha gaya tha

kahin kahin pe ḳhuda tha kahin kahin pe tha main

naya naya main nikala hua tha jannat se

zamin bana.i ga.i jin dinon yahin pe tha main

ḳhuda ka hukm baja bad-gumani apni jagah

ghalat na tha mira inkar is yaqin pe tha main

ḳhuda ke jhagḌe men aḳhir dimagh haar gaya

ki dil sabat men tha aur nahin nahin pe tha main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo Jab Aap Se Apna Parda Karen

akhtar-ansari

Khizan Mein Aag Lagao Bahaar Ke din Hain

shah-naseer

Na dikhaiyo Hijr Ka dard-O-Alam Tujhe deta Hun Charkh-E-Khuda Ki Qasam

Tum KHud Hi Mohabbat Ki Har Ek Baat Bhula Do

jigar-moradabadi

Mohabbat Aap Apni Tarjuman Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet