• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maraz Lagta Hai Jo Mujhko Use Meri Dawa Samjhe

Maraz Lagta Hai Jo Mujhko Use Meri Dawa Samjhe

maraz lagta hai jo mujh ko use meri dava samjhe

divana ho gaya huun main divanon ko vo kya samjhe

main apne aap men ḳhush huun mujhe is se gharaz kya hai

ki ye mujh ko bhala samjhe ki vo mujh ko bura samjhe

bichhaḌne ka vo ham se naam tak lene se ghabra.e

jise ham hijr kahte hain use vo bad-dua samjhe

gunahon se bacha jaa.e kahan tak is zamane men

ki har ik moḌ par milte hain vo jin se ḳhuda samjhe

bharosa kya mohabbat kab tumhen badnam kar jaa.e

ki ashiq ko hamesha hi zamana sar-phira samjhe

hamen vo kis saza ke vaste tayyar karta hai

jo apne bhi gunahon ko hamari hi ḳhata samjhe

vo ham se niind ke raste sahi par ru-ba-ru to ho

kabhi to ankhon men bhar le hamen bhi ḳhvab sa samjhe

hamen ‘afrang’ zalim se shikayat hai to itni hai

ham us ko to samajhte hain vo ham ko bhi zara samjhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Ek Aag Hai Wo Aag Jalna Chahiye

Meri Be-KHudi Hai Wo Be-KHudi Ki KHudi Ka Wahm-O-Guman Nahin

poet

Tu Meri Baat Ke Jadu Mein to Aa Hi Jata

Jiwan Mujhse Main Jiwan Se Sharmata Hun

Itni Pyari Hansi Tumhaari Shahzadi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet