• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Wahshat Hai Rahguzaron Mein

Ek Wahshat Hai Rahguzaron Mein

ek vahshat hai rahguzaron men

qafile luT ga.e baharon men

saaz ḳhamosh aarzu bimar

koi naghma nahin hai taron men

is taraf bhi nigah-e-duzdida

ham bhi hain zindagi ke maron men

ye to ik ittifaq hai varna

aap aur mere gham-gusaron men

aadmi aadmi na ban paaya

bastiyan luT ga.iin isharon men

dekh kar vaqt ke taghayyur ko

chand sahma hua hai taron men

the kabhi ruh-e-anjuman ‘shaukat’

ab to hain ajnabi se yaron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hai Tere dagh Se Tar Sina-E-Sozan Mera

adil-mansuri

Khidki Andhi Ho Chuki Hai

afzaal-firdaus

Gham Ka Mausam Bit Gaya So Rona Kya

poet

di Gai Tartib-e-Bazm-e-Kun-Fakan Mere Liye

Kisi Din Dhup Mere Sath Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet