• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Gham Rahe Salamat Yahi Meri Zindagi Hai

Tera Gham Rahe Salamat Yahi Meri Zindagi Hai

poet

tira gham rahe salamat yahi meri zindagi hai

tire gham se mere janan mire dil men raushni hai

miri mai-kashi ka hasil vo sharab ban ga.i hai

jo mili tiri nazar se jo tiri nazar se pi hai

tujhe samne biTha kar sada pujta rahun main

hai yahi miri ibadat yahi meri bandagi hai

mire dil men basne vaale tujhe kaise bhuul ja.un

tira ishq mera maz.hab tiri yaad zindagi hai

miri iltija hai tujh se miri bandagi badal de

ki tire karam miri jaan miri lau lagi hui hai

main faqir astan huun miri laaj rakh ḳhudara

ye jabin-e-shauq meri tire dar pe jhuk ga.i hai

main ‘fana’ ki manzilon men huun fana ki ba.ad zinda

tiri aarzu men miT kar mujhe zindagi mili hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sahir-ludhianvi

Lab Pe Pabandi To Hai Ehsas Par Pahra To Hai

Baghair Soche Hue Arz Haal Karte Rahe

sahir-ludhianvi

Jurm-E-Ulfat Pe Hamein Log Saza dete Hain

Ahrman Hai Na KHuda Hai Mera Dil

Qail Karun Kis Baat Se Main Tujhko Sitamgar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet