• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Wahi shaKHs Jise Rahat-E-Jaan Kahta Hun

Ek Wahi shaKHs Jise Rahat-E-Jaan Kahta Hun

ik vahi shaḳhs jise rahat-e-jan kahta huun

haan usi shaḳhs ko main ji ka ziyan kahta huun

munsif-e-shahr us avaz se Dar jaata hai

main jise ghogha-e-avaz-e-sagan kahta huun

sar use kahta huun jis men ho shahadat ka junun

haq-goi par jo kaTe us ko zaban kahta huun

vaa.e taqdir vo jis baat pe kahte hain nahin

be-irada main usi baat pe haan kahta huun

ai ‘naresh’ aap jise tarz-e-bayan kahte hain

main use aap ka andaz-e-fughan kahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

beena-goindi

Jo Mahka Rahe Teri Yaad Suhani Mein

Koi Zauq-E-Nazar Hone Laga Hai

Kisi Ke Husn-E-Alam-Tab Ki Tanwir Ke Sadqe

Ye Aah-O-Fughan Kyun Hai Dil-E-Zar Ke Aage

Ye Tamanna Thi Ki Hum Itne suKHnawar Hote

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet