• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Tum Ki Ho Be-KHabar Sada Ke

Ek Tum Ki Ho Be-KHabar Sada Ke

ik tum ki ho be-ḳhabar sada ke

mausam hai ki haath mal raha hai

zahir men saba-ḳhiram ḳhushbu

batin men nifaq pal raha hai

ai lazzat-e-hijr yaad rakhna

ye lamha-e-vasl khal raha hai

a.ine men aks Dhal raha hai

paani men charagh jal raha hai

ankhon men ghubar manzilon ka

qadmon men sarab chal raha hai

jaise koi yaad aa raha ho

ankhon men nasha pighal raha hai

ham us ke mizaj-ashna hain

jo baat ka ruḳh badal raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Buton Pe Nisar Karte Hain

akhtar-ali-akhtar

Fareb-e-Jalwa Kahan Tak Ba-Ru-e-Kar Rahe

Batao Kis Tarah Pahunche Ho Shab Ko Tum Thikane Par

poet

Unki God Mein Sar Rakh Kar Jab Aansu Aansu Roya Tha

abdurrahman-wasif

Fareb-e-Zar Mohabbat-Nagar Khula Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet