• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Teri Yaad Ke Sahaare Par

Ek Teri Yaad Ke Sahaare Par

ik tiri yaad ke sahare par

zindagi kaT ga.i kinare par

kaun raste badal raha hai vahan

kaun rahta hai is sitare par

raushni ki agar alamat hai

raakh uḌti hai kyuun sharare par

imtihan ki ḳhabar nahin lekin

ro raha huun abhi ḳhasare par

jab nazar ko nazar nahin aaya

zindagi ruk ga.i nazare par

mere israr par nahin aaya

jis ko israr tha ishare par

ḳhud-numa.i ka jaal tha ‘sahil’

main ne bhi fikr ke sanvare par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aansu Hain Aur Na Aah-O-Zari Hai

poet

Matam-E-Ranj-O-Alam Gham Hain Baham Chaaron Ek

Dil Se Puchho Kya Hua Tha Aur Kyun KHamosh Tha

etibar-sajid

Kaha din Ko Bhi Ye Ghar Kis Liye Viran Rahta Hai

Wo Bhi Kya Din the Ki Jab Us Ka Mera Yarana Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet