• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Saya-E-Sham Yaad Aaya

Ek Saya-E-Sham Yaad Aaya

ik saya-e-sham yaad aaya

ḳhushbu ka ḳhiram yaad aaya

dhoya hua saat paniyon men

kya naam tha naam yaad aaya

lahje men shaguftagi gulon ki

ik shusta kalam yaad aaya

achchha hua gor tak to pahunche

yaron ko salam yaad aaya

ai mauja-e-bad kya hua hai

kya taaza payam yaad aaya

kuchh aur zamin men gaḌ ga.e ham

jab apna maqam yaad aaya

maqtal se muḌ aa.e ghar ko ‘gauhar’

shayad koi kaam yaad aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ai Masiha-Dam Tere Hote Hue Kya Ho Gaya

poet

Banjar Zamin Pe Chadar-E-Sarsabz Dal De

Qad baDhane Ke Liye Baunon Ki Basti Mein Chalo

Dushwar Hai Ab Rasta Aasan Se Aage

Saregama Pa Dhani

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet