• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chhedte Hain Gudgudate Hain Phir Arman Aaj-Kal

Chhedte Hain Gudgudate Hain Phir Arman Aaj-Kal

riyaz-khairabadi

chhedte hain gudgudate hain phir arman aj-kal

jhute sachche koi kar le ahd-o-paiman aj-kal

ghont de mera gala kuchh zor agar us ka chale

haath se mere hi tang itna gareban aj-kal

chadh gae divar-e-zindan par kabhi utre kabhi

ham bane hain saya-e-divar-e-zindan aj-kal

rose raton ko suna karta huun ye avaz-e-qais

phade khata hai mujhe khali bayaban aj-kal

ai urus-e-tegh kuchh tujh ko haya bhi chahiye

kyuun gale padti hai tu ho ho ke uryan aj-kal

sang-dil kafir ka shayad tutte dekha hai kufr

tuut kar milte hain mujh se is ke darban aj-kal

aa gaya aisa hi ab kafir zamana kya karen

daabe phirte hain baghal men log iman aj-kal

rat-din hai meri turbat par hasinon ka hujum

dekhne ki chiiz hai gor-e-ghariban aj-kal

din ko roza iid shab ko hai ajab shaghl-e-‘riyaz’

rat-bhar piita hai ye mard-e-musalman aj-kal

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri

Saba Ne Kan Mein Aa Kar Kaha Mile Hi Nahin

shahryar

Aks Ko Qaid Ki Parchhain Ko Zanjir Karen

Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte

Gila honTon Pe Lae Ja Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet