• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Pari Ki Zulfon Mein Yun Phansa Hua Hai Chand

Ek Pari Ki Zulfon Mein Yun Phansa Hua Hai Chand

ek pari ki zulfon men yuun phansa hua hai chand

ham ko lagta hai badal men chhupa hua hai chand

pahli shaam nazar aaya tha bilkul aisa jaise naḳhun

chaudah din men dekho kitna baḌa hua hai chand

us ne peḌ se kuud ke jaane kitne ghote khaa.e

bandar ko jab laga nadi men gira hua hai chand

thoḌa sa niche aa.e to us ko ham bhi chhu len

batti jaisa ye jo uupar jala hua hai chand

sach kya hai ye chand pe ja kar kaash ik din main dekhun

sab batlate hain patthar ka bana hua hai chand

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ehsas-E-Gham Mein Aaj Wo Yun Jalwa-Gar Hua

ahmad-ali-barqi-azmi

Kar Ke Asir-e-Ghamza-O-Naz-O-Ada Mujhe

Wo Pari-Zad Hai Ye Sab Ko Dikhana Tha Mujhe

meer-mehdi-majrooh

Khanuman-Soz Ma-Siwa Hun Main

gulzar

Kinare Par Koi Aaya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet