• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ek Nazm Man Ke Liye

Ek Nazm Man Ke Liye

fatima-hasan

pahli baar main kab takiye par sar rakh kar soi thi

un ke badan ko dhunda tha

aur roi thi

do hathon ne bhench liya tha

garm aghosh ki rahat men

kaisi gahri niind mujhe tab aai thi

kab duur hui thi pahli baar

apne pairon par chal kar

bistar se alag phir ghar se alag

ik lambe safar par nikli thi

dhire dhire duur hui kab

narm badan ki garmi se

is mithi niind ki rahat se

ab sochti huun

aur roti huun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-hyderabadi

Han Yahi Shahr Mere Khwabon Ka Gahwara Tha

Ye Furqaton Mein Lamha-E-Visal Kaise Aa Gaya

Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka

akbar-allahabadi

darbar 1911

Chala Hai Le Ke Mujhe Zauq-E-Justuju Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet