Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
azra-abbas

Ek Nazm Likhna Aasan Hai

  • Nazm
  • Women Poets
  • Poet: Azra Abbas
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

ek nazm likhna bahut asan hai

ek kaghaz aur qalam

hona chahiye

aur dimagh aur ek dil

aur vo lafz

jo nazm likhna chaah rahe hon

aur dil aur dimagh ke darmiyan

ek silsila

lekin kabhi kabhi nazm nahin

nazm nahin likhi ja sakti

dil aur dimagh aur lafz

kaghaz aur qalam

jab in men se koi ek nahin hota

to phir

nazm darmiyan se kho jaati hai

More Poems

dil Kun Tujh Baj Be-Qarari Hai

Muflisi Sab Bahaar Khoti Hai

dil Mein Us Shokh Ke Jo Rah Na Ki

Kaisa Hi dost Ho Na Kahe Raaz-E-dil Koi

Jise Log Kahte Hain Tirgi Wahi Shab Hijab-E-Sahar Bhi Hai

Shab To Wo Yan Se Ruth Ke Ghar Ja Ke So Rahe

Na Mulla Hun Na Mufti Hun Na Waiz Hun Na Qazi Hun

Khanjar Ki Tarah Bu-E-Saman Tez Bahut Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.