• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek muTThi Ek Sahra Bhej De

Ek muTThi Ek Sahra Bhej De

ek muTThi ek sahra bhej de

koi andhi mera hissa bhej de

zindagi bachchi hai is ka dil na toḌ

ḳhvab ki nannhi se guḌiya bhej de

aks ḳhaka dhund parchha.in ghubar

mere qabil koi tohfa bhej de

sau baras ki umr le kar kya karun

chain ka be-qaid lamha bhej de

asman bint-e-zamin ke vaste

saat rangon ka dupaTTa bhej de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bijli Ki Zad Mein Ek Mera Aashiyan Nahin

Amman Se Mile Biwi Ke Zewar Ki Tarah Hai

Zahar Deta Hai Koi Koi Dawa Deta Hai

Tez Ehsas-E-KHudi Darkar Hai

Zulf chhuTti Tere ruKH Par to Dil Apna Phirta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet