• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ummid Ka Bab Likh Raha Hun

Ummid Ka Bab Likh Raha Hun

ummid ka baab likh raha huun

patthar pe gulab likh raha huun

vo shahr to ḳhvab ho chuka hai

jis shahr ke ḳhvab likh raha huun

ashkon men piro ke us ki yaden

paani pe kitab likh raha huun

vo chehra to a.ina-numa hai

main jis ko hijab likh raha huun

sahra men vafur-e-tishnagi se

saa.e ko sahab likh raha huun

lamhon ke saval se gurezan

sadiyon ka javab likh raha huun

sab us ke karam ki dastanen

main zer-e-itab likh raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ahl-E-Dair-O-Haram Rah Gae

KHwabon Mein Bhi Gar Wasl Ka Imkan Nahin Hai

Kuchh Is Tarah Se Tasawwur Mein Aa Raha Hai Koi

Pahnae-Bar-O-Bahr Ke Mahshar Se Nikal Kar

shahryar

La-Zawal Hone Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet