• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Mizaj Us Rind Ka Kyunkar Mile

Phir Mizaj Us Rind Ka Kyunkar Mile

poet

phir mizaj us rind ka kyunkar mile

jis ko us ke haath se saghar mile

ye bhi milna hai ki bad-az-sad-talash

hadd-e-vahm-o-fahm se bahar mile

kuchh na puchho kaisi nafrat ham se hai

ham hain jab tak vo hamen kyunkar mile

meri ankhen aur us ki khak-e-pa

tere kuche ka agar rahbar mile

vasl hai sar-josh-e-sahba-e-fana

phir agar koi mile kyunkar mile

milne ke pahle fana hona zarur

phir fana jo ho gaya kyunkar mile

‘asi’-e-giryan mila mahbub se

gul se shabnam jis tarah ro kar mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agar Kuchh Bhi Mere Ghar Se Dam-E-ruKHsat Nikalta Hai

Gham-E-Dauran Gham-E-Jaanan Gham-E-Jaan Hai Ki Nahin

insha-allah-khan-insha

Lo Faqiron Ki dua Har Tarah Aabaad Raho

Ab Is Se baDh Ke Mujhe Aur Kya Suhulat Ho

Tumhaari Be-Adai Ke Maze Aane Lage Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet