• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Muddat Se Nahin Dekhi Hai Ghar Ki Surat

Ek Muddat Se Nahin Dekhi Hai Ghar Ki Surat

ek muddat se nahin dekhi hai ghar ki surat

gardishen aaj bhi lipTi hain safar ki surat

qafas-e-jan men na rauzan hai na dar ki surat

kaise dekhun main yahan shams-o-qamar ki surat

ab yahi jang ka unvan bhi ho sakta hai

us ne patthar koi phenka hai ḳhabar ki surat

maan ki aghosh se paivand-e-zamin hone tak

a.ine ham ne tarashe hain safar ki surat

makaḌiyan apne hi jalon men phansi baiThi hain

abhi kal tak to na thi ye mere ghar ki surat

roz aḳhbar uThate hain yahi soch ke ham

koi muzhda nazar aa.e to ḳhabar ki surat

ham ‘ziya’ sar ko bacha.en to bacha.en kaise

us ka har vaar numayan hai hunar ki surat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gar Adu Taqdir Hai Tadbir Rahne Dijiye

Shoale Baras Rahe Hain Lab-E-Juebar Se

Dahr Ke Andhe Kuen Mein Kas Ke Aawaza Laga

poet

Nahin Chamke Ye Hansne Mein Tumhaare Dant Anjum Se

siraj-aurangabadi

Is Lab Kun Kab Pasand Hain Rasmi Katoriyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet