• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaak-E-Daman Ko Jo Dekha to Mila Eid Ka Chand

Chaak-E-Daman Ko Jo Dekha to Mila Eid Ka Chand

chak-e-daman ko jo dekha to mila eid ka chand

apni taqdir kahan bhuul gaya eid ka chand

un ke abru-e-ḳhamida ki tarah tikha hai

apni ankhon men baḌi der chhupa eid ka chand

jaane kyuun aap ke ruḳhsar mahak uThte hain

jab kabhi kaan men chupke se kaha eid ka chand

duur viran basere men diya ho jaise

gham ki divar se dekha to laga eid ka chand

le ke halat ke sahraon men aa jaata hai

aaj bhi ḳhuld ki rangin faza eid ka chand

talḳhiyan baḌh ga.iin jab ziist ke paimane men

ghol kar dard ke maron ne piya eid ka chand

chashm to vus.at-e-aflak men khoi ‘saghar’

dil ne ik aur jagah DhunD liya eid ka chand

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Charag Apni Thakan Ki Koi Safai Na De

Zamin Thi Tang Khula Aasman Kya Rakhte

Apni KHabar Nahin Hai Ba-Juz Is Qadar Mujhe

poet

Jahl Ko Aagahi Banate Hue

Unhen Ye Fikr Hai Har Dam Nai Tarz-E-Jafa Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet