• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jati Rut Se Pyar Karoge

Jati Rut Se Pyar Karoge

jaati rut se pyaar karoge

kar lo baat udhar karoge

tab mil kar ehsan kiya tha

ab mil kar isar karoge

jitne ḳhvab utni ta.abiren

kitne daagh shumar karoge

ai inkar ke ḳhugar logo

aur bhi koi vaar karoge

us ke naam ko naav bana kar

pyason ko sarshar karoge

farz karo ham mar na sake to

jiine se inkar karoge

farz karo ham haar ga.e to

qabr kahan tayyar karoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Ka Tarik-Tar Patthar Jigar Pani Karen

poet

Kya Kahen Yaro Kya Kya Hum Par Ishq KHarabi Laya Hai

Nashili Chhanw Mein Bite Hue Zamanon Ko

poet

Aur Mahak Thi Jo Us Bagh Ki Ghas Mein Thi

Zindagi Mein Usko Kaif-E-Zindagi Hasil Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet